Monday 8 December 2014

MERI favorite adakara BABRA SHARIF ( BaBo ) ko salgirah mubarak ALLAH hamesha hansta muskurata rakhe aameen babra k bare main mujhe kuch keh ne k liye alfaz nahi mil rahen hain main kis tar ha babo ki muhabat,akhlaq,ahsan or kis kis sefaat ka zikar karon bas itna kahon ga k babra banawat sy pak aik sache or khare insan hai BABRA SHARIF ko hum ne apni film archive sy be shumar un ki films ka collection dya jis ko unho ne buhat sarah meri khushnasibi k mujhe babo ki muhabat mili aur jo izzat babo ne mujhe di main wo zindagi bhar nahi bhula sak ta aur sari zindagi apni dua mai babo ko yaad rakhon ga collection by GUDDU FILM ARCHIVE



No comments:

Post a Comment