Tuesday 15 April 2014

YASMIN KAHAN tujhe salam, aaj pkaistan ki phli pashto film yousuf khan sher bano ki phli heroin YASMIN KHAN ki barsi manaee ja rahe hai allah marhooma ki maghferat kare aameen yasmin khan ki film career k bare main tu aap sabhe bakhubi waqef hain lekin ba heseyat insan yasmin khan ko qareeb sy dekhne or milne k baad jo qadar o qemat meri nazar main hain us ko lafzoon main bayan nahi ker sakta main jab bhi lhr jata ya wo jab bhe khi aati tu meri zaror mulaqaat hoti meri yasmin kahn sy be shumar bar mulaqat hoee or hum hamesha pashto zaban main baat kiya ker te thay main ne un k saath buhat dance performance di badar bhai or yasmin khan sy hoee mulaqatein meri khubsurat yaadein hain jin ko main kabhe nahi bhula sakta hoon main aaj bhe unko buhat miss ker ta hoon kash k wo zinda hotee COLLECTION BY GUDDU FILM ARCHIVE



No comments:

Post a Comment