Monday 26 May 2014

Sayan anari mere dil ko jalaye, mazi ki adakara NIMO intaqal ker chuki hain jab humne mazi ki maroof mizaheya adakara RAZIA ka interview kiya tu RAZIA BEGUM ne es baat ka inkeshaf kiya k adakara NIMO un ki bhabi re chuki thee or 2 saal hoee NIMO ka intaqal ho gaya hai nimo ne be shumar films main adakari ki mujhe film qurbani or dillagi pasand hain collection by GUDDU FILM ARCHIVE


No comments:

Post a Comment