Thursday, 25 December 2014
Wednesday, 24 December 2014
آج میڈم نور جہاں کی چودھویں برسی ہے میری خوشنصیبی کے میڈم نور جہاں کی زندگی میں ان سے ملاقات هوئ اورمیں نے میڈم نور جہاں کے قد موں کو ھاتھ لگایا،میری چادر سی میڈم نور جہاں کو قبر میں اتارا گیا وہ چادر آج بھی میری ARCHIVE میں محفوظ ہے کفن میں میڈم نور جہاں کا چہرہ ایسا چمک رہا تھا جیسے چودھویں کا چاند چمک رہا ہو الله میڈم نور جہاں کی مغفرت فر ماے آمین میڈم نور جہاں کی تدفین کا آنکھوں دیکھا حال آپ نگار اخبار کے شمارے 24 ،دسمبر ٢٠١٠ میں پڑھ سکتے ہیں جو کہ نگار اخبار کے پڑھنے والوں کے بے حد اصرار پر دو بار شائع ہوا تھا .Collection by guddu film archive
Wednesday, 10 December 2014
SALGIRAH MUBARAK , DURDANA REHMAN sy jab main ne ineterview liya tu wo mujhe aik ba akhlaq aur khush mizaaj insan k roop main nazar aeen aur mera interview aik yaadgaar interview sabit howa mujhe main ne apni FILM ARCHIVE sy muntakheb DURDAN JI ka filmi collection dya jis ko dekh ker wo hairan aur khush hoeen aur meri archive ki mehnat ko daad di mujhe unka collection de ker dili khushi hoee DURDANA REHAN ki aik baat buhat achi lagti hai k wo aik mehnati funkara hain bachpen sy jo film nagri main qadam rakha us waqsy ly ker aaj tak ap ni funni zindagi k rastu py her terha ki mushkilaat ka muqabila ker te hoe apna safar jari rakha howa hai aur main dua go hon k ALLAH inki tamam mushkilaat ko door kare aur kameyabi qadam chume aameen collection by GUDDU FILM ARCHIVE
Monday, 8 December 2014
MERI favorite adakara BABRA SHARIF ( BaBo ) ko salgirah mubarak ALLAH hamesha hansta muskurata rakhe aameen babra k bare main mujhe kuch keh ne k liye alfaz nahi mil rahen hain main kis tar ha babo ki muhabat,akhlaq,ahsan or kis kis sefaat ka zikar karon bas itna kahon ga k babra banawat sy pak aik sache or khare insan hai BABRA SHARIF ko hum ne apni film archive sy be shumar un ki films ka collection dya jis ko unho ne buhat sarah meri khushnasibi k mujhe babo ki muhabat mili aur jo izzat babo ne mujhe di main wo zindagi bhar nahi bhula sak ta aur sari zindagi apni dua mai babo ko yaad rakhon ga collection by GUDDU FILM ARCHIVE
Subscribe to:
Posts (Atom)