Thursday, 31 July 2014
Wednesday, 30 July 2014
MOHAMMAD AHMAD ( National College of Arts ) ka banaya howa aik shahkaar 20,11,1971 ko Eid py pesh ki jane wali golden jubilee film TEHZEEB ka poster jis main RANI jee numaya hain FILM TEHZEEB k aakhri song ( LAGA HAI HUSN KA BAZAR DEKHO ) main RANI JEE ne yellow golden type libas pehna howa hai jab k HASAN tariq sahib ne film TEHZEEB k poster py rani jee k libas k yellow golden type color ko tabdeel ker dya aur wo color aap zere nazar M.AHMAD k banaye howay shahkaar main dekh sakte hain RANI jee k es libas ko MAZI ki adakara RAKHSHI ne design kiya thaa ES libas ki maqboleyet ka andaza aap es baat sy laga sakte hain k 1972 ki film ehsas main adakara MUMTAZ ko bhe same yehi yellow golden type libas pehnaya gaye jo k aap film Ehsas ka song jo k SHABNAM py thaa ( hamein khoker buhat pachtao gy ) aur MUMTAZ dance ker ti nazar aati hain dekh sakte hain jab hum ne adakara RAKHSHI k interview kiya thaa tu rakhshi sahiba ne khas tur py FILM TEHZEEB k es libas ka zikar ker te hoye hum sy kaha k HASAN TARIQ ne jab rani ka ye libas tayar ker waya tu rani ko mere samne kaha k rani mujhe abhi tum ye libas pehan ker dekhao aur chalte hoye,dance ker te hoye ghomo take mujhe es libas ki fitting ka andaza ho sake phir RANI ne esaa hi kiya aur tab jaker HASAN TARIQ ne ok kiya aur ye shahkaar ne janam liya thanks MUHAMMAD AHMAD. collection by GUDDU FILM ARCHIVE
Tuesday, 29 July 2014
Monday, 28 July 2014
Saturday, 26 July 2014
ستائیس رمضان کی شپ میڈم نورجھان کو سپرد خاک کیا گیا میں نے میڈم نورجھان کو کندھا دیا اور میڈم نورجھان کا آخری دیدار بھی کیا میری خوشنصیبی کے میڈم نور جہاں کی زندگی میں ان سے ملاقات هوئ اورمیں نے میڈم نور جہاں کے قد موں کو ھاتھ لگایا،میری چادر سی میڈم نور جہاں کو قبر میں اتارا گیا وہ چادر آج بھی میری ARCHIVE میں محفوظ ہے کفن میں میڈم نور جہاں کا چہرہ ایسا چمک رہا تھا جیسے چودھویں کا چاند چمک رہا ہو الله میڈم نور جہاں کی مغفرت فر ماے آمین میڈم نور جہاں کی تدفین کا آنکھوں دیکھا حال آپ نگار اخبار کے شمارے 24 ،دسمبر ٢٠١٠ میں پڑھ سکتے ہیں جو کہ دو بار شائع ہوا تھا .Collection by guddu film archive
Wednesday, 23 July 2014
Tuesday, 22 July 2014
1975 ki film PULAIKHA ( panjabi ) k hero shahbaz ( MARHOOM ) ne film MIRZA SAHIBA sy as child star apni fanni zindagi ka aaghaz kiya adakara RANI (marhoma) k humrah film PULAIKAH main hero ka kirdar ada kiya hum ne jab shahbaz ka interview kiya aur yee interview hum abhi likh bhe na paye tha k shahbaz ka intaqaal ho gaye jis ka hum ko buhat dukh howa SHAHBAZ aik buhat achay insan thay in sy ki gaee mulaqaat mujhe hameinsha yaad rahe gi ALLAH marhom ki maghferat kare aameen 20 JUNE 2014 ko NIGAR AKHBAR main adakar SHAHBAZ ki zindagi ka yeh akhri interview shaya howa collection by GUDDU FILM ARCHIVE
Subscribe to:
Posts (Atom)